(In Roman Below)
तनहा ऐश के
ख्वाब न बुन ,
कभी हमारी बात
भी सुन .
थोड़ा दुःख भी
उठा प्यारे ,
फूल चुने, कांटे भी चुन .
चैन की नींद सोने वाले ,
बेचैनी के राग
भी सुन .
अकेलेपन में तेरी याद ,
जैसे एक सुरीली धुन .
जैसे चाँद की
ठंडी लौ ,
जैसे किरणों की
कुनमुन ,
जैसे जल परियों का नाच ,
जैसे नूपुर की
रुन झुन
तनहा ऐश के
ख्वाब न बुन ,
कभी हमारी बात
भी सुन ।
----------
Tanhaa aish ke
khwaab na bun,
kabhi hamaari baat bhee sun.
Thodaa dukh bhee uthaa pyaare,
phool chune , kaante bhee chun.
Thodaa dukh bhee uthaa pyaare,
phool chune , kaante bhee chun.
Chain ki neenden
soney waale
Bechaini ke raag bhee sun.
Bechaini ke raag bhee sun.
Akelepan mein
teree yaad
jaise ek sureelee dhun.
Jaisey chaand kee thandee lau,
jaise kiranon ki kun'mun
Jaise jal parion kaa naach,
jaise noopur kee rhun jhun !
jaise ek sureelee dhun.
Jaisey chaand kee thandee lau,
jaise kiranon ki kun'mun
Jaise jal parion kaa naach,
jaise noopur kee rhun jhun !
Tanhaa aish ke
khwaab na bun,
kabhi hamaari baat bhee sun.
kabhi hamaari baat bhee sun.
No comments:
Post a Comment