एक कविता ....
एहतियात .
देखो आहिस्ता चलो
,
और भी आहिस्ता ज़रा ,
देखना सोच समझ
कर ज़रा ,
पांव रखना !.
जोर से बज
न उठे ,
पांव की आवाज़ कहीं ,
कांच के ख्वाब हैं ,
बिखरे हुए तन्हाई में !
ख्वाब टूटे तो
,
कोई जाग न
जाए देखो ,
कोई जागा तो
,
वहीं , ख्वाब भी मर
जाएगा !!
देखो आहिस्ता चलो
,
और भी आहिस्ता ज़रा !!
“Ehtiyaat”
Dekho, aahistaa
chalo,
Aur bhee aahistaa
zaraa,
Dekhnaa soch samajh kar, zaraa
Dekhnaa soch samajh kar, zaraa
paaon rakhnaa.
Zor se baj na
uthey,
pairon ki awaz
kahin
Kaanch ke khwaab hain,
Kaanch ke khwaab hain,
bikhre huye
tanhaai mein.
Khwaab toote to,
koi jaag na jaaye
dekho,
Koi jaagaa to
Koi jaagaa to
waheen khwab bhi
mar jaayegaa..!!
Dekho, aahistaa
chalo,
Aur bhee aahistaa
zaraa,
beautiful !!
ReplyDelete